Monday, May 30, 2011

malakhedi ka narmada ghat (gondri)

malakhedi ka narmada ghat bahut hi saaf evam  swachh hai .yaha pahuch te samay aam ke bahut saare ped ko dekha ja sakta hai .ye aam ke ped bahut hi falon baale hote hai .yaha ghat bahut pawitra hai . yaha par har hamesa nahane waalon ka jamawda laga rahata hai ye jamabda bahut hi achchha lagta hai .is ghat par jawaare ko visarjit kiya jata hai .is ghat par shivling  banane me anand aata hai.....ab  is ghat par ghumne jarur aana..

No comments:

Post a Comment