Thursday, July 12, 2012

malakhedi me khuti par sundarkand

malakhedi me raipur road par stith vyayam shala me har sanivar ko sundarkand ka paath hota hai.is avsar par bhajan mandal aate hai.bajan mandal dwara saandar prastuti di jaati hai.yaha par bahajan ke saath saath sundarkand ka path hota hai.yaha par niyamit aane vaale vyakti sanivaar ko anandit ho jaate hai... 

No comments:

Post a Comment